BIHAR SUCHNA AYOG KEYA KE FAISLE AUR AYUKTON KI KIRYA KALAP KI CBI INQUIRY HONI CHAHIYE?
BIHAR
KA RAJYA SUCHNA AYOG BHARASHTACHARIYON
KA PANAHGAH BANA HUA HAI?KYA BIHAR KA SUCHNA AYOG KOI FAISLA AWEDAKON KE
APPATI, KO BAGAIR DEKHAY NIPTA RAHA HAI?
AYOG KA EK
HALIYA NIRNAY NE AYOG KO KATGHERAY MEIN LA KHARA KIYA HAI, NIRNAY SAY ASPAST
HOTA HAI KE AYOG KE COMMISSONER NE
PIO-CUM-BDO KALYANPUR KO BACHANAY KE PURA PARYAS KIYE HAIN.
MAMLA JURA HUA HAI
CASE NO 30680/09/10 SE.
AKHIR KEYON AAYON JANCH KE DAYERE MEIN HAI?
AYOG NE EK
FAISLAY MEIN KAHA KE AWEDAK 5 YEARS AND
6 MONTHS PASS KAR JANE KE BAWAJUG UPROKT MAMLAY MEIN KOI APPATI NAHI JATAYA
HAI,AUR AAJ DINAK KO PIO NE UPASTHIT HOKAR KAHA KE PIO NE APNE PATRANK 766
DINAK 18.8.2011 KO SUCHNA BHEJ CHUKA HAI.AUR AAWEDAK NE ISPAR KOI APPATI NAHI JATAYI .
ISLIYE CASE KO CLOSED
KI JATI HAI.AUR PURWA MEIN LAGAI GAI DHARA 20(2) KE TAHAT JO KI DINAK 20.4.11
KE ADESH MEIN LAGYA GEYA THA,PIO KE DINAK 12.9.2011 KO MOUKHIK ASPASTIKARAN SE
SANTUSHT HOTAY HUYE KHATM KI JATI HAI.
AYOG NE AKHIR JHUT AUR GALAT BAAT KOYON KI. AWEDAK NE DINAK
15.4.2010 KO SPEED POST SEY ,6.12.2010 KO FAX SAY 20.4.2011 KO FAX SAY AUR
9.9.2011 KO ANTIM FAISLY KE JUST PAHLE
APPATI JATAYA THA.AUR AYOG KO SHIKAT LETTER LIKHTE HUWE KAHA KE 5
HEARING KE BAAD BHI P.IO. CUM- BDO KALYANPUR EAST
CHAMPARAN NE ADHI ADHURI SUCHNA UPLABDH KARAYI HAI.
AKHIR AB
SAWAL UTHNE LAGA HAI KE AYOG NE GALAT AUR BE BUNIYAD FAISLY KEYON KIYE? KEYA WAQT AGEYA HAI
KE UPROKT MAMLAY SAHIT AYOG KE TAMAM
FAISLI KI JACH C.B.I SAY KARAYI JAYE?
AYOG KA KAAM HAI AWEDAK KA SUCHNA UPLABDH KARANA YA PIO KI DALALI KARNA.
Comments