Magar Momino pe Kushada hain rahen || Parashtish karen Shauq se Jis ki chahein

 

करे गैर गर बूत की पूजा तो काफिर 

जो ठहराए बेटा खुदा का तो काफिर

 गिरे आग पर बहर सिजदा तो काफिर 

कवाकिब में मानें करिश्मा तो काफिर 

मगर मोमिनो पर कुशादा हैं राहें 

परस्तिश करें शौक से जिस की चाहें 

नबी को जो चाहें खुदा कर दिखाएं 

इमामों का रुतबा नबी से बढ़ाएं 

मज़ारों पे दिन रात नजरें चढ़ाएं 

शहीदों से जा जा के मांगें दुआएं 

न तौहीद में कुछ खलल इससे आये 

न इस्लाम बिगड़े न ईमान जाए ।

( मुसद्दस हाली )

__________________________________________________

Padhne k baad kya Samjhe ?

Agar Gair Boot ki Puja , Murti Puja , Yani ek khuda k Awala ki kisi Dusre ki puja kare to Kafir 

Eesha Alaihissalam ko manne wale Agar Ek Allah ki Parastish karne k sath Eesha Alaihissalam ko Khuda maan Liya to  Fir bhi Kaafir 

Aag ki sijdah Jisne Kiya wah bhi kaafir ho gaya 

Falkiyaat Aur chaand aur sitaron k Wajud ko Allah ka banaya hua n maan kar Sirf Karishma maan liya to bhi Kaafir ...

Lekin Musalmano ki Rahen Aasan aur Wasi  kaise ho gai  Agar ussme Ye sab chijen hain aur wah karta ho Ebadat k naam par 

Nabi ko Jo Chahen Khuda kar dikhayen

Imamon ka rutba nabi se bhi jeyada badha de 

Mazaron par Agar Din raat Nazrana Chadhane mein Laga ho 

Allah k Alawa Shahidon se bhi Dua mangane mein Mast ho ...

Itni sari chizen jo Islam k rooh aur uske Theory k Khilaaf jata ho 

Fir bhi 

Shaan se kahen ki 

Na mera Tauhin Bigda , Na Islam aur na Iman ?

---------------------------------------------------------------------------




---------------------------------------------------------------------------

Niche click kar Janiye 
Namaz E Ghausia ki Haqeekat || Quran aur Hadees mein Khud Bagair Tahqik koi Ebadat na Karen ...




Comments

हिन्दू धर्म के झंडे के बारे में भी जानिए ।।
देखिये कितने रंग बिरंगी झंडे हैं ।।
Really informative article, I had the opportunity to learn a lot, thank you.

Popular posts from this blog

#Modi G ! कब खुलेंगी आपकी आंखें ? CAA: एक हज़ार लोगों की थी अनुमति, आए एक लाख-अंतरराष्ट्रीय मीडिया

"बक्श देता है 'खुदा' उनको, ... ! जिनकी 'किस्मत' ख़राब होती है ... !! वो हरगिज नहीं 'बक्शे' जाते है, ... ! जिनकी 'नियत' खराब होती है... !!"