Wo hamsafar tha Magar us se hamnawai na thi
[Verse 1]
Tarq-e-taaluqaat pe
Roya na tu na mein
Lekin yeh kya ke chain se
Soya na tu na mein
[Chorus]
Woh humsafar tha
Haan, wo humsafar tha
Haan, wo humsafar tha
Magar us se hamnawai na thi
Wo hamsafar tha
Magar us se hamnawai na thi
Ke dhoop chaaon-
Ke dhoop chaaon ka alam raha
Judaai na thi
Wo humsafar tha
Magar us sey hamnawai na thi
Ke dhoop chaaon-
Ke dhoop chaaon ka alam raha
Judaai na thi
Woh humsafar tha
Woh humsafar tha
(Aah)
Adaavatein thien, taghaaful tha, ranjishein thien magar
Adaavatein thien, taghaaful tha, ranjishein thein magar
Bicharne wale mein sab kuch tha bewafai na thi
Bicharne wale mein sab kuch tha bewafai na thi
[Chorus]
Ke dhoop chaaon ka-
Ke dhoop chaaon ka alam raha
Judaai na thi
Wo humsafar tha
Wo humsafar tha
[Verse 3]
Kajal daaron, kurkura surma saha na jaye
Jin nain mein pi basay, dooja kon samaye
Becharte waqt un aankhon mein thi hamari ghazal
Becharte waqt un aankhon mein thi hamari ghazal
Ghazal bhi wo jo kisi ko kabhi sunayi na thi

[Verse 2]

About
Have the inside scoop on this song?
Sign up and drop some knowledge
Q&A
Find answers to frequently asked questions about the song and explore its deeper meaning
Comments
Get the conversation started
Be the first to comment
Be the first to comment
Comments